pinai ko tere hothoon se jaam ,
hum aaj bhi trpte hain .
tere tasweer se baatien ,
hum aaj bhi krte hain .
tum dur ho to koi gum nhi ,
hum apni sanshoon mai tumhe
aaj bhi mehsoosh krte hain .
tum sochti hoke
humne tumhe bhula diya ,
aur hum hain jo tumhe
panai ki dua aaj bhi krte hain .
ishk ka lga tha bajar ,
aur thi hasinaye hajar .
pr meri najren sirf tujhpe gyi ,
aur abhi 2 lmha hi bita tha ki tu
mere dil main bs gyi .
![]() |
sad shayari |
mujhe chorke jane wali ,
tu aik din bhut pchtayaegi .
jb dega tujhe koi aur dhoka ,
tb tujhe meri yaad aayegi .
dekhna us din tu apni glti pr ,
ro rokr aanshu bahayegi .
khojegi mujhe hr trf ,
pr is duniya mai khin nhi payegi .



0 टिप्पणियाँ