Dard-e-Mohabbat Ki Baat

1.Dard-e-Mohabbat Ki Baat Ab Nhi Karenge
Mohabbat-e-Izahhar Ab Tumse Nhi Karenge
Chahte To The Jeewan Bhar Sath Rahna
Per Ab Tanhai Me Hi Ji Liya Karenge
Lakh Koshish Karo Ab Hme Manane Ki
Tumse Najdikiya Ab Kabhi Kam Nhi Karenge.



2.Dil Tut Gya Mera
Dhokha Diya hai Mehboob ne
Sath Rahne Ka Wada Kar
Hath Chhod Diya Mere Mehboob ne
Jism Ki Chahat Ko Pyaar Ka 
Naam Diya Mere Mehboob Ne
Dil Mera Tod Diya Mere Mehboob Ne






एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ